Dialogues for any movie are written keeping in mind its genre and the personality of actors in it. Also, not only the writing but also the delivery of the lines by the actor plays a vital role in making it worth remembering. Here we have prepared a list of popular attitude Hindi dialogues from various films which had played an important role in placing many films in the category of hit movies.

All these lines also make a positive impact on the box office career of the actors and boost their career. A new image of these stars gets imprinted in the minds of the audience. Many talented actors have delivered the lines with a great sense of attitude and have received laurels from everyone. Various movies namely Once Upon A Time In Mumbai, Jannat, Dabangg, etc entertained the moviegoers because of their popular dialogues. The list is given below:

Attitude Hindi Dialogues

  • Haarne Ka Darr Aur Jeetne Ki Umeed … In Dono Ke Beech Joh Ek Tension Wala Waqt Hota He Na … Kamaal Ka Hota He.
  • Zindagi Ho Toh Smuggler Jaisi … Sari Duniya Raakh Ki Tarah Neeche Aur Khud Dhuen Ke Tarah Upar.
  • Zindagi Me Teen Cheezon Ke Peechey Kabhi Nahin Bhagna Chahiye: Bus, Train Aur Chhokri…
    Akshay Kumar in a movie Still
  • Dosti Ka Ek Usool He, Madam: No Sorry, No Thank You…
  • Jali Ko Aag Kehte He, Bhuji Ko Raakh Kehte He, Jis Raakh Se Barood Bane Usey Vishwanath Kehte He.
  • Maangi Hui Cheez Lautani Padti He, Me Kamana Chahta Hun…
    Salman Khan in the movie Wanted
  • Kuchh Bhi Karne Ka But, Meri Ego Ko Hurt Nahi Karne Ka.
  • Aadmi tabhi bada banta hai … jab bade log usse milne ka intezaar kare
  • Main udna chahta hoon, daudna chahta hoon, girna bhi chahta hoon … bus rukna nahi chahta
    Ranbir Kapoor in Yeh Jawani Hai Deewani
  • Chahe hum mein ek waqt ki roti na mile, badan pe kapde na ho, sarr pe chatt na ho … lekin jab desh ki aan ki baat aati hai … tab hum jaan ki baazi laga dete hai
  • Don’t underestimate the power of a common man
  • Joh haarta hai, wohi toh jeetne ka matlab jaanta hai
    Emraan Hashmi in Jannat
  • Computer ne insaan ko nahi banaya hai … insaan ne computer ko banaya hai … is liye joh dimaag kar sakta hai, woh aapka computer nahi kar sakta hai
  • Log apni zindagi banate hai … main apni jannat banata hoon
  • Khiladi tha … ab pura khel hoon
    A Still from Once upon a time in mumbai dobara
  • Himmat batai nahi … dikhai jaati hai
  • Hum aankhon se soorma nahin churate … hum aankhen hi chura lete hain
  • Ek bas seene mein dil chahiye … aap poori kaiyanaat se ladh padoge
  • Jis mohabbat mein deewangi na ho … woh mohabbat hi nahi
    Salman Khan in Sultan movie
  • Duniya mein do tarah ke log hote hai … winners and losers … lekin zindagi har loser ko woh ek mauka zaroor deti hai … jis mein woh winner ban sakta hai
  • Tumhare paas joh hai tumhare hisaab se kam hai … lekin kisi doosre ke nazar se dekho … toh tumhare paas bahut kuch hai
    Raj Kumar in Bulandi
  • Joh duniya ko namumkin lage … wahi mauka hota hai … kartab dikhane ka
  • Babumushoi, zindagi badi honi chahiye … lambi nahin
    Ranveer Singh in Bajirao Mastani
  • Agar tune aaj give up kiya … toh shayad bahar se zinda reh jaye … magar andar se mar jayega hamesha ke liye
  • Yeh Musalman ka khoon yeh Hindu ka khoon … bata is mein Musalman ka kaunsa Hindu ka kaunsa, bata!
  • Zinda hai woh log joh maut se takrate hai … murdon se bhattar hai woh log joh maut se gabrate hai
  • Hum hi hum hai toh kya hum hai … tum hi tum ho toh kya tum ho
  • Bade se bada business … paise se nahi, ek bade idea se bada hota hai
    Shahid kapoor in badmaash company
  • Humko mitta sake yeh zamane mein dum nahin … humse zamana khud hain … zamane se hum nahin
  • Koi tumhe tab tak nahi hara sakta … jab tak tum khud se na haar jao
  • Mujhe states ke naam na sunai dete hai na dikhai dete hai … sirf ek mulk ka naam sunai deta hai I-N-D-I-A
  • Jab tak haar nahi hoti na … tab tak aadmi jeeta hua rehta hai
  • Zindagi mein teen cheez kabhi underestimate nahi karna … I, Me and Myself!
    A Movie Still From Indian
  • Kuch log ithihaas padhte hai kuch padhaate hai … lekin hum ithihaas banane jaa rahe hai
  • Zung hathyaaro ko lagta hai … iraado ko nahi
  • Aap thank you mat kahiye … instead teen logon ki madad ki jiye aap … aur un teeno se kehna ki woh teen aur ki madad karen … duniya badal jayegi
    SRK in Chakde India
  • Jab hum apne aap ko achchi tarah samajh lete hai … toh doosre kya samajhte hai, it doesn’t matter … not at all
  • Sau saal zinda rehne ke liye sau saal ki umar zaroori nahi … sirf ek din mein aaisa kaam kar jao … jisse duniya tumhe sau saal tak yaad rakhe
  • Bhagwan ke bharose mat baithye … kya pata bhagwan humre bharose baitha ho
  • Marne ke liye tumhe kitne bhi reasons mil jaye … jeene ke liye bas ek hi wajah kaafi hoti hai
  • Mere pitaji ka kehna tha ki … kaam jazbaat ke saath karo … jazbaati hokar nahi
  • Jo nahin ho sakt … wahi tho karna hai
    Ajay Devgn and Emraan Hashmi in a movie still
  • Zindagi mein jab koi pattern banta ya koi aadat banti dikhai de na … toh uske baare mein achchi tarah se sochna chahiye … genius is about knowing when to stop
  • Kabhi-Kabhi Jeetne Ke Liye Kuch Haarna Bhi Parta He … Aur Haar Kar Jeetne Waale Ko Baazigar Kehte He.
  • Jab Log Tumhare Khilaf Bolne Lage Samajhlo Tarakki Kar Rahe Ho…
    So, this was the list of all popular Attitude Hindi dialogues which have become an identity of various movies. This collection will be updated with the release of new movies. For more interesting posts, keep reading BOTY.

First Published on: 16:28 pm - 15, Mar 2018
Author:
Piyush Chugh is an established film critic, and Bollywood Trade analyst. He brings to you the latest box office news and collection updates.