Dialogues play an important role in the success of films. It is vital to have well-written dialogue in any movie to entertain the audience to the fullest. However, many films use Hindi Shayari to express emotions and sentiments of a particular character. Shayari is nothing but a musical form of Urdu poetry. And to write a quality Shayari, one requires a good imagination.
Shayari can be written in many languages, and there are many types of Shayari such as romantic, and sad Shayari, etc. that is used in the movies. Shayari touches the heart and soul of a person as almost every type of emotion is expressed through it. The use of rhythmic words in the Shayari indulges the listeners completely into it and leaves them in an amusing state. Here is the list of famous romantic,sad, and friendship Hindi Shayari from the Bollywood movies.
Famous Shayari Lines
- Tujhe yaad kar liya hai aayat ki tarah … ab tera zikr hoga ibadat ki tarah
- Humse door jaoge kaise, dil se hum mein bhulaoge kaise … hum woh khushboo hai joh saason mein bastein hai, khud ki saason ko rok paoge kaise
- Hum mein toh apno ne loota, gairon mein kahan dum tha … meri kishti thi doobi wahan, jahan pani kam tha
- Ab ke saawan mein yeh shararat hamare saath hui … hamara ghar chodke saare shehar mein barsaat hui
- Itni shiddat se maine tumhe paane ki koshish ki hai … ki har zarre ne mujhe tumse milane ki saazish ki hai
- Phool hoon gulaab ka chameli ka mat samajhna … aashiq hoon aapka apni saheli ka mat samajhna
- Tere dil mein meri saanson ko panaah mil jaye … tere ishq mein meri jaan fanaa ho jaye
- Kiski talvar par sar rakhon yeh bata do mujhe … ishq karna agar khata hai toh saza do mujhe
- Apne hisse ki zindagi toh hum jee chuke Chunni babu, ab toh bus dhadkano ka lihaaz karte hai … kya kahen yeh duniya waalo ko joh, aakhri saans par bhi aitraaz karte hai
- Aao jhuk kar salaam kare unhe jinke hisse mein yeh mukaam aata hai … kis kadhar khush naseeb hai woh log … khoon jinka watan ke kaam aata hai
- Aaj itni bhi maisir nahi maikhane mein … jitni hum chhod diya karte the paimane mein
- Tum doodh mangoge hum kheer denge … tum Kashmir mangoge hum cheer denge
- Laila ke aangan mein joh bhangra ho gaya … Majnu naacha aur yoon naacha ke langda ho gaya
- Husn ko chaand, jawani ko kamal kehte hai … dekh kar hum tujhe ek shouk ghazal kehte hai … uff yeh sang-e-marmar sa tarasha hua shafaf badan … dekhne wale tujhe Taj Mahal kehte hai
- Yun nazar ki baat ki aur dil chura gaye … hum toh samjhe the bud, aap toh dhadkan suna gaye
- Zinda hai woh log joh maut se takrate hai … murdon se bhattar hai woh log joh maut se gabrate hai
- Kya sametega hum mein yeh waqt ka gehra dariya, hum kinaro se ubharne ka hunar jaante hai … seedhe haatho ne joh kheenchi hai lakeerein tedhi, un lakeeron par chalne ka hunar jaante hai
- Dard se aankhen chaar kar lenge, hum bhi imtihaan de denge … teri dosti ke khatir aye dost, hum dushmano se bhi pyar kar lenge
- Na koi tarang hai, na koi umang hai … meri zindagi bhi kya ek kati patang hai
- Khushiyan kisi ki mohtaj nahin hoti, dosti yunhi ittefaq se nahin hoti … kuch toh maine honge is pal ke, warna yunhi aapse mulaqat nahin hoti
- Maut ke mandiyon mein ja-jakar apne beto ki boliyan di hai … desh ne jab bhi ek sar manga, humne bhar-bharke jholiyan di hai
- Humko mitta sake yeh zamane mein dum nahin … humse zamana khud hain … zamane se hum nahin
- Heere mein heera ho toh usse kehte hai Kohinoor … Rao ka naam lete hi Kashi ke chehre par aata hai noor
- Ab bhi jiska khoon na khaula, khoon nahin voh paani hai … joh desh ke kaam na aaye woh bekaar jawani hai
- Jali ko aag kehte hain, bhuji ko raakh kehte hain … jis raakh se barood bane, usse Vishwanath kehte hain
- Adhoori saans thi, dhadkan adhoori thi, adhoore hum … magar ab chaand poora hai falak pe … aur ab poore hai hum
- Khaak mazaa hai jeene mein … jab tak aag na lagi ho apne dushman ke seene mein
- Bhichad ke tujhse ab mujhe marna hai … yeh tajurba issi zindagi mein karna hai
- Nadi, nadi nahin jismein pani na ho … hawa, hawa nahi jismein ravani na ho … woh shaadi, shaadi nahi jismein prem kahani na ho
- Zindagi kamaal hoti hai … ulhaj jaaye toh jaan lele … sulhaj jaaye toh bemisaal hoti hai
- Mohabbat humne maana zindagi barbad kar deti hai … yeh kya kam hai ki marr jaane pe duniya yaad karti hai
- Phool khilte hai, bahaaro ka samaa hota hai … aaise mausam mein hi toh pyar jawan hota hai … dil ki baaton ko hooton se nahi kehte … yeh fasaana toh nighahon se bayaan hota hai
- Zindagi ki khasiyat hai yeh kabhi jhukti nahi … saanse ruk jati hai magar zindagi rukti nahi
- Sharaab peene de masjid mein bahetkar ghalib … yah woh jagah dikha de jahan khuda na ho
- Aap bhi itna samajh le mujhko samjhane ke baad … aadmi majboor ho jaata hai dil aane ke baad
- Har yaar wafaadar nahi hota … har patthar chamakdar nahi hota … na jaane bal mein kitne phool khile hai … har phool khusboodar nahi hota
- Woh aake gire hum pe bijli ke khambe ki tarah … khuda ki kasam current kha ke mazaa aa gaya
- Mohabbat ko samajhna hai toh pyare khud mohabbat kar … kinare se kabhi andaaz-e-toofan nahi hota.
So, this was the list of famous Hindi Shayari dialogues from the Bollywood films. This list will get updated with more interesting lines. For more information about the box office, keep reading BOTY.